Abhi bhi kuch daar mujme baaki hai..
Abhi bhi kuch zindagi mujme baaki hai...
Abhi toh sirf roya hu, Roo kar hasna baaki hai...
Abhi toh bas gira hu, Uthh kar sambhalna baaki hai...
Abhi toh bas samja hu, suljana abhi bi baaki hai...
Abhi toh bas dusro ko jana hai, khud ho janna baaki hai...
Abhi bi mujme kuch zindagi baaki hai...
Abhi bhi mujme kuch zindagi baaki hai...

Nice one... kaha se lata hai aisi shayri's tu... ;)
ReplyDeleteGood one but u still need some improvement and fine tuning... :-)
ReplyDeleteYa i knw will do..
DeleteJitni bhi zindagi bachi hai....
ReplyDeleteMere dost....
Jee le... ;p
Keep writing... :)
Extended Version of the same..
ReplyDeleteAbhi toh kaam kar raha hun,Kuch sikhna baki hai
Abhi toh Chala hun, ruk ruk ke phir se chalna baki hai
Abhi toh kisiko hasaya hai,koi mujhe hasaye baki hai
Abhi toh Duniya ko samjaya hai, Khud ko samjana baki hai
Abhi toh shayari likhi hai,is ke gherai mein dubna baki hai...
@ Manish Sejpal...Thanx
ReplyDelete@ Viraj Khara...Nice extension thank you for such a nice comment
ReplyDelete